Zindagi ki asli udaan abhi baaki hai,
Zindagi ke kai imtihann abhi baaki hai.
Abhi to napi hai muthi bhar zameen aapne,
Aage abhi saara aasman baaki hai.
Wo likhte hain hamara naam mitti mein
Wo likhte hain hamara naam mitti mein,
Aur mita dete hain,
Unke liye to ye khel hoga magar,
Hamein to wo mitti mein mila dete hain.