Hijar ke mosam mein ye barish ka barana kisa,
ek sehra se samandar ka Guzarna kesa,
aae mere dil na pareshan ho tanha ho kar,
woh mila kab ta bicharna kesa,
Log kehte hain Gulshan ki tabahi deko,
mein tu viran sa jangal ta ujarna kesa,
dekne mein tu koi dard nahi Duhk bi nahi,
pir ye ankhon mein ye ankhon ka ubhrna kesa
bewafa kene ki jurrat bi nakarna,
us ne iqrar kiya kab ta mukarna kesa,