Suna hoga bahot tum ne
kahin ankhon ki rim jim ka
shabnam ka
parha howa hoga bahot tum ne
kahin lehje ki barih ka
kahin ansuon ke sagar ka
magar tum ne kabi hamdam
kahin deke,
kahin parhe
kesi tehreer ke ansoo
muhje teri judai ne yahi meraj bakhshi hai
ke mein jo lafz likta hon
woh sare lafz rote hain
ke mein jo harf banta hon woh sare
baatin karte hain,
mere sang es judai mein mere lafz reh jate hain,