Chand ki kirno jao na, Usko chhu kar aao na, Wo kb kb kya kya krta hai, Wo jaagta hai ya sota hai, Wo kis se baatein karta hai, Wo sham ko kaisa lagta hai, Wo raat ko kaisa dikhta hai, Jb soye kaisa lagta hai, Jb jaagey kaisa lagta hai, Tum chupke chupke jao na, Tum usko chhu kar aao na...!